LikeExact
Songs Artist Musician Singer Lyricist
Latest Bollywood Movies
Most Played
Top Dedicated Songs
Mausam Hai Bara Qatil:
Cast:
Shahid Kapoor, Kareena Kapoor, Neha Dhupia, Sunil Shetty, Paresh Rawal, Sushma Reddy 

Music Director:
Himesh Reshammiya,

Dedicated: 0 Times Played: 35 Times
More Songs From Chup Chup Ke
Synopsis of Chup Chup Ke:
Song lyrics:
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil
mushkil hai badi mushkil
kho jaaye na kahi aawara dil
naa kahi sukoon hai na kahi qaraar
kiska mujhko intezaar hain
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil

chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon
madbhari khili roshani mein jhoom loon
chaand ki haseen chaandani mein jhoom loon
madbhari khili roshani mein jhoom loon
ishq na sahi aashiqui mein jhoom loon
bekhudi kahe bekhudhi mein jhoom loon
chahat ki sahi mehfil kho jaaye na kahi aawara dil
mausam hai bada qaatil kho jaaye na kahi aawara dil

har taraf yahaan bahaar ka sama
dhadkanon pe hai khumaar ka samaa
hai zara zara qaraar ka sama
aayega nahi phir yeh pyar ka sama
lamhon ki jawaan manzil
kho jaaye na kahi aawara dil
naa kahi sukoon hai na kahi qaraar
kiska mujhko intezaar hain - 2
mausam hai bada qaatil
kho jaaye na kahi aawara dil

Latest Songs