LikeExact
Songs Artist Musician Singer Lyricist
Latest Bollywood Movies
Most Played
Top Dedicated Songs
Khabardaar - Maut Ka Zaika:
Cast:
Amitabh Bachchan,Ritesh Deshmukh,Anil Kapoor,Mallika Sherawat,Manoj Pahwa,Randeep Hooda,Zakir Hussain,Sunil Shetty,Sonali Kulkarni,Rajpal Yadav

Music Director:
Salim Merchant,Suleiman Merchant,
Amar Mohile,Nitin Raikwar

Dedicated: 0 Times Played: 29 Times
More Songs From Darna Zaroori Hai
Synopsis of Darna Zaroori Hai:
Movie Review:



Song lyrics:
maut maut maut
khabardaar
maut ka zaayeka...
hota hain mazedaar
maut ka zaayeka
hota hain mazedaar
maut bhi sabko yaha milti hai ek baar
tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de
karna hain jo tujhko woh karke dikha de
jeena yaha sau baar marna ek baar
khabardaar - 4
khabardaar

teri adaa duniya se judaa
jitni bhi chahe masti luta
teri adaa duniya se judaa
jitni bhi chahe masti luta
jaan hatheli pe rakh de
teri jawani hain ek mazaa
tu kya hain yeh bata duniya ko yeh dikha
tere jaisa na yaha hain koi dusra
dam nikal jaayega sabka tu hain jaandaar
khabardaar - 4
khabardaar

ek raat ka hain yeh jalwa
kya hain bharosa kal ka
ek raat ka hain yeh jalwa
kya hain bharosa kal ka
yeh zindagi hai ek dilruba
yeh zindagi hai ek bewafa
nazron ke teer se tu bach na paayega
aayega jaal mein toh fasta jaayega
teri himmat ke iraade sab hain shaandaar
khabardaar - 4
khabardaar

maut ka zaayeka
hota hain mazedaar
maut bhi sabko yaha milti hai ek baar
tu jee ke dikha de ya marr ke dikha de
karna hain jo tujhko woh karke dikha de
jeena yaha sau baar marna ek baar
khabardaar - 4
khabardaar

Latest Songs