LikeExact
Songs Artist Musician Singer Lyricist
Latest Bollywood Movies
Most Played
Top Dedicated Songs
Janam Janam Jo Saath:
Cast:
Govinda,Aarti Chabria,Sadashiv Amrapurkar,Rakesh Bedi,Tiku Talsania,Satyen Kappu,Anang Desai,Ajit Vachchani,Javed Khan,Tej Sapru,Anil Nagrath,Vishwajeet Pradhan,Mushtaq Khan,Razzak Khan,Shama Deshpande,Dinesh Hingoo,Kanishka,Rajesh Puri,Sheila Sharma

Music Director:
Nadeem Shravan

Dedicated: 0 Times Played: 23 Times
More Songs From Raja Bhaiya
Synopsis of Raja Bhaiya:
Song lyrics:
Janam Janam Jo Saath Nibhaaye Ek Aisa Bandhan Ban Jaao
Main Ban Jaaoon Pyaar Bhara Dil
Main Ban Jaaoon Pyaar Bhara Dil
Tum Dil Ki Dhadkan Ban Jaao
Tum Dil Ki Dhadkan Ban Jaao
Janam Janam Jo Saath Nibhaaye Ek Aisa Bandhan Ban Jaao
Main Ban Jaaoon Pyaar Bhara Dil
Tum Dil Ki Dhadkan Ban Jaao
Tum Dil Ki Dhadkan Ban Jaao

Jab Jab Dekhoon Tumko Dekhoon
Yun Bas Jaao Aankhon Mein
Yun Bas Jaao Aankhon Mein
Jab Jab Dekhoon Tumko Dekhoon
Yun Bas Jaao Aankhon Mein
Main Chehra Ban Jaaoon Tumhara
Ho Main Chehra Ban Jaaoon Tumhara
Tum Mera Darpan Ban Jaao
Tum Mera Darpan Ban Jaao
Janam Janam Jo Saath Nibhaaye Ek Aisa Bandhan Ban Jaao
Ek Aisa Bandhan Ban Jaao

Ek Dooje Mein Aao Chalo Hum
Aise Aaj Samaa Jaayen
Aise Aaj Samaa Jaayen
Ek Dooje Mein Aao Chalo Hum Aise Aaj Sama Jaaein
Main Ban Jaaoon Saans Tumhaari
Ho Main Ban Jaaoon Saans Tumhaari
Tum Mera Jeevan Ban Jaao
Tum Mera Jeevan Ban Jaao
Janam Janam Jo Saath Nibhaaye Ek Aisa Bandhan Ban Jaao
Main Ban Jaaoon Pyaar Bhara Dil
Main Ban Jaaoon Pyaar Bhara Dil
Tum Dil Ki Dhadkan Ban Jaao
Tum Dil Ki Dhadkan Ban Jaao

Latest Songs