Cast:
Hrithik Roshan, Aishwarya Rai, Abhishek Bachchan, Uday Chopra, Bipasha Basu, Rimi Sen
Music Director:
Pritam Chakraborty
Dedicated: 0 Times
Played: 100 Times
Crazy Kiya Re - Remix
Dhoom Again
Dil Laga Na
My Name Is Ali
Touch Me
Song lyrics:
Chori Chori Kiyaa Re, Dil Ye Dil Liyaa Re 2
Jaadu Se Jaadu Kiyaa……kiyaa Re
Jaagi Soyi Rahoon, Khoyi Khoyi Rahoon,
Uski Yaadon Mein, Uske Khwaabon Mein
Jhoome Jiyaa Re………crazy Kiyaa Re
Naa Usko Pataa, Naa Uski Khataa
Main Uspe Mar Gayi, Zaraa Usko Bataa,
Dheere Dheere Ikraar Mein,
Kabhi Kabhi Intezaar Mein ,
Uske Hi Pyaar Mein………jhoome Jiyaa Re…crazy Kiyaa Re
Main Yahaan Bhi Gayi, Main Wahaan Bhi Gayi,
Sochaa Pal Pal Use, Main Jahaan Bhi Gayi
Din Ho Yaa Raat Ho
Woh Mere Saath Ho
Jab Uski Baat Ho…jhoome Jiyaa Re……crazy Kiyaa Re
Chori Chori Kiyaa Re, Dil Ye Dil Liyaa Re 2
Jaadu Se Jaadu Kiyaa……kiyaa Re
Jaagi Soyi Rahoon, Khoyi Khoyi Rahoon,
Uski Yaadon Mein, Uske Khwaabon Mein
Jhoome Jiyaa Re………crazy Kiyaa Re