Cast:
Akshay Kumar, John Abraham, Paresh Rawal, Neha Dhupia, Rajpal Yadav, Rimi Sen, Nargis, Neetu Chandra, Daisy Bopanna
Music Director:
Prittam
Dedicated: 0 Times
Played: 44 Times
More Songs From Garam Masala
Adaa - Remix
Chori Chori Chori
Chori Chori CHori - Remix
Dil Samundar
Falak Dekhoon
Falak Dekhoon - Part 2
Kiss Me Baby
Synopsis of Garam Masala:
Song lyrics:
(ada aay haay ada
hosh udaye ada
kar de deewana
ada jaan lewa ada
katilaana ada
maar daale na
aawara yaha dil
kitne hue lapata) - 2
(aarzoo kahe tere hotho ko choom lu
teri baaho mein jhoom lu aa pass aa) - 2
zulfo se sanam teri khushbu churalu main
nigaho mein chupa lu main na dur ja
jaanejaa tujhe dekhte he hua main fida
ada aay haay ada
hosh udaye ada
kar de deewana
ada jaan lewa ada
katilaana ada
maar daale na
aawara yaha dil
kitne hue lapata
(bekaraar hu mujhe thoda karaar de
bhale jhutha he pyar de nazre mila) - 2
mauka yeh hasi mile na kal mile yaha
gale lag ja meri jaam yu na sata
ashiq hu aashiqui ka mujhe lene de mazaa
ada aay haay ada
hosh udaye ada
kar de deewana
ada jaan lewa ada
katilaana ada
maar daale na
aawara yaha dil
kitne hue lapata