LikeExact
Songs Artist Musician Singer Lyricist
Latest Bollywood Movies
Most Played
Top Dedicated Songs
Character Dheela (Ishq Ke Naam):
Cast:
Salman Khan,Asin,Arya Babbar,Paresh Rawal,Mahesh Manjrekar,Akhilendra Mishra,Puneet Issar,Manoj Joshi,Anuradha Patel,Sudesh Lehri,Manoj Pahwa,Sharat Saxena,Nikitin Dheer,Arbaaz Khan,Zarine Khan,Ajay Devgn,Sanjay Dutt,Kangna Ranaut

Music Director:
Pritam Chakraborty,Devi Shri Prasad

Dedicated: 0 Times Played: 589 Times
More Songs From Ready
Synopsis of Ready:
Song lyrics:
Kudiyon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai

Ladkon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai
Jise dekho yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai

Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai

(like it, like it)

Hai simple sa yeh formula, hai love ka funda khokhala
Mujhe bas pyaas tu hi diyu, cool cool cool cool rehta hai

Kisi ka haath thaam ke, hridaya kyun baad naam ke
I love you forever koi, fool fool fool fool kehta hai
Isse peenay se hai matlab, yeh yovan sant reela hai
Farak padta hai kya baahon mein, munni hai ya sheela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai

Yeh charcha Facebook pe hai, mazaa bas ek look mein hai
Hassi chehre ko toldi, baar baar baar baar karta hai

Jo dil ka photo frame ho, wahan photo kyun same ho
Calendar hi tarah usse, roz roz roz roz change karta hai

Kamar patli ho jitni bhi mazaa utna nasheela hai
Chalega jo bhi hai aankhon ka ranga kaala ya neela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai
Ho main karoon toh saala, character dheela hai
Kudiyon ka nasha pyaare, nasha sab se nasheela hai
Jise dekhoon yahaan woh husn ki baarish mein geela hai
Ishaq ke naam pe karte sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala, character dheela hai - 6 times

Latest Songs