Music Director:
Shankar Mahadevan,Ehsaan Noorani,Loy Mendonca
Dedicated: 0 Times
Played: 968 Times
More Songs From Don 2
Aa Raha Hoon Palat Ke
Dushman Mera
Hai Ye Maya
Mujhko Pehchaanlo
Mujhko Pehchaanlo (Remix)
The Don Waltz
The King Is Back (Theme)
Zaraa Dil Ko Thaam Lo
Synopsis of Don 2:
Song lyrics:
Na koi raat hai
Na koi din yahaan
Kya yeh andhera hai
Ki sirf hai dhuan
Aankhein dhoka khaati hain yeh kisko pata nahin
Jaane kya hai yahaan aur jaane yahaan kya nahin
Hai ye maya
Heere jo lagte hai woh
Mumkin hai angaarein ho
Chingaari lagte hai jo
Ho sakta hai taare ho
Aankhein dhoka khaati hain yeh kisko pata nahin
Jaane kya hai yahaan aur jaane yahaan kya nahin
Hai ye maya
Chehre hain sab ek se
Tu kaise pehchaanega
Dushman hai ya dost hain
Tu kaise yeh jaanega
Aankhein dhoka khaati hain yeh kisko pata nahin
Jaane kya hai yahaan aur jaane yahaan kya nahin
Hai ye maya - 4 times